New Song Kitna Maza Aayega Mp3 Download By Gajendra Verma 2021. All Most Popular And Latest Hindi Songs Like Kitna Maza Aayega Mp3 Download in 320Kbps, 192Kbps & 128Kbps By Indian Singer Gajendra Verma, Music Composed by Gajendra Verma, Written By Gajendra Verma, Official Published By Gajendra Verma. Check This Song Video or Source on YouTube.
Kitna Maza Aayega Song Download Mp3
Download Kitna Maza Aayega Mp3
Kitna Maza Aayega Lyrics Gajendra Verma
Soch kitna maza aayega
Jab hum tum pahaadon ke
Shehar mein rahenge
Aur tere mere din bhi kuchh
Ghanton mein ghuzrenge
Soch kitna maza aayega
Jab hum tum bas ik hi
Sadak pe chalenge
Hathon mein hath liye
Bas batein karenge
Batein kuchh anjani si
Kuchh nakli si kuchh deewani si
Ho hum pe yeh samaa bhi muskurayega
Soch kitna maza aayega
Aam ka paudha
Jo bachpan mein boya tha Ik raaja ka beta
Jo jungle mein khoya tha
Aam ka paudha
Jo bachpan mein boya tha
Ik raaja ka beta
Jo jungle mein khoya tha
Wo teri yeh sab batein
Mujhe achchi lagti hain
Ho jab tu chhoti si aur pyari si
Paanch saal ki ek bachchi lagti hai
Koyi purana kissa
Tere chehre pe hassi laayega
Soch kitna maza aayega
Ha ha ha ha ha ha
Ha ha ha maza aayega
Ha ha ha ha ha ha
Ha ha ha maza aayega